Track & Trace QR – Factory se Khet Tak Har Pack

Kaunsa batch kis area mein gaya, kab bika aur kahan scan hua — ye sab jaanna ab mushkil nahi. Ruhix ka Track & Trace QR har pack ko factory se khet tak follow karta hai.

Kya track hota hai

  • Batch number, manufacturing date aur expiry
  • Pack kis dealer / area ko dispatch hua
  • Kisaan ya dealer ne kahan aur kab scan kiya
  • Expiry ke paas waale stock ki jaankari

Kyun zaroori hai

Agar kisi batch mein shikayat aaye, to aap turant dekh sakte hain ki wo batch kahan-kahan gaya. Area-wise scan data se sales team ko pata chalta hai ki kahan demand hai aur kahan stock atka hua hai.

Apni supply chain ko transparent banana hai? Free demo book karein ya WhatsApp par baat karein.

Aur bhi dekhein: Original Verify QR · Cashback QR · Lucky Draw QR · Dealer Loyalty QR · Regular QR